Answer |
1)Apni taraf sai dua bana kar parhna jaiz hai laikin masoomeen a.s. sai marwi duain parhna behtr hai. (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 2, sawaal # 87,pg # 45)
2)Qunoot mai insan jo zikr bhi parhay chahay aik dafa subhan Allah hi kahay kafi hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 1106)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
|