Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name quran 
Question kya naha ne k bad direct quran ne pak ki tilawat kar sakte he ya fir vuju ka k hi tilawat karni chahiye 
Answer Baaz mujtahideen k nazdeeq quran majeed parhnay k lie wazoo krna mustahab hai laikin ayatullah sistani d.b. k nazdeeq is ka mustahab hona sabit nhi hai albetta agar koi shakhs mustahab honay k ehtimal k sath wazoo karay to is ka wazoo sahi hai aur is wazoo k sath wo shakhs har wo kaam kar sakta hai jo ba-wazoo ho kar krna zaroori hai maslan is wazoo k sath namaz parh sakta hai. laikin mustahab hai k agar insan ba-wazoo ho tab bhi har namaz k lie dobara wazoo karay.(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 321)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.