Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question mera sawal ha ke azan ke waqat bat karna mana ha ya nahi .yani apas me ghar me bhi bat karna mana ha ya nahi thanks  
Answer Agar koi shaks kisi dusray ki azan jo aylaan ya jamaat namaz k liay kahi jaey,sunay tu mustahab hai k uska jo hissa sunay khud bhi ahista ahista dohraeay. (Ref:Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31th edition,maslah #914). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) Note: Doran e azaan baat kerna jaiz hay laikin mustahab hay k azaan k nkalimaat ko dohraya jaay.  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.