Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name sistani 
Question Aslamoalikum sir main aik shia larka hun and meri aik bht achi sodt hay wo sunni hay wo or main aik dusre ko pasand arte hain or sex karna chathe hain us larki ka nikkah bhi hua tha kisi ka sath lakin ab divorce ho gai hay lakin wo abhi tak virgin hay or main or wo milte hain tou aik dusre se control nhi hota hum intercore nhi karte lakin uper uper se lazat ayte hain hazrat aik virgin larki se muttah karna us ka baad ya dada ki ijazat ka beghair jaiz nhi hay lakin hum muttah karna chatha hain take ya ghalat haram kam fail na dain or agar wo apna baap se ijazat laygi tou wo kabhi bhi ijazat nhi dain ge or wo ya bat kar bhi nahi sakti tou ap mujhe batain hum kia karen bht pareshan hain hum or haram kam bhi nahi kara chathe kia hum muttah kar len uska baap ya dada ki ijazat ka beghair plzz mujhe is ka koi hall batain uska baad usko ijazat nahi dayga or hum intercore nhi karna chathe jus lazat layna chathe hain uska lia muttah karlen na plzz plzz batain 
Answer 1)Agr wo larki abhi tak kunwari hai, or us k guzishta shohar ne uska kunwara-pan ko khatam nahi kiya ho to is surat me us k walid ya dada ki ijazat k bger us se mutta nahi kiya ja sakta.(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2341). 2)Jab tak Sunni larka Nikah e Mutta k Sharee hone ka aqeeda na rakhe tab tak kisi sunni larkay k liye Nikah e mutta sahi nahi hoga. Isi tarah ye nikah agr larki k apne deen o mazhab se gumrahi ka baais ho to bhi jaiz nahi hai.(Ref: Mafhoom e Email.Rcvd from A.Sistani.org, dated:27.03.11+ Mujtahid se pouchey gay sawalat part # 1, ques # 134, Mafhoom e pg # 70). Update on dated 21-05-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.