Question |
Assalam o Alaikum ! Mohtarmi Janab: Arz hai k Meri Shaadi ko 4th Year Chal raha hai magar abhi tak Pregnancy ki koi umeed nahi hai. shru se he ilaaj karwaya magar koi result nahi hai. Haiz main bhi koi aitedaal nahi hai, ap kuch mashwara inayat farmayn.
Hum Allah se Umeed rakhtay hain K Aal -e- Muhammad (A.S) k sadqay tamam bay olaad logon ki god bhardey or humen bhi Saleh aulad ata farma. Ameen.
Mola apko Salaamat rakhein ! Saima
|