Answer |
Pesh namaz k lie jaiz hai k wo furada ki niyat sai namaz parhay aur logo ko btana bhi zaroori nahi hai magar furada ki surat mai pesh namaz ko jamat namaz ka sawab nahi milay ga. Aur agar pesh namaz jamat ki niyat karta hai to os ko jamat ka sawab milay ga. (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 2, sawaal # 74,pg # 41)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). |