Answer |
1)Baz riwayat mai is baray mai moujood hai k nakhun barhana auratoo k lie munasib hai. (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 1, sawaal # 186,pg # 90)
2)Agar nakhun mamool sai ziada barhay huay hon to jitna hissa mamool sai ziada barha hua hai is k nichay sai mail nikalna zaroori hai ta k pani khal tak pohnch jae. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 290)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
|