Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name sistani 
Question mera sawal ya hay kay agar kisi larkay ne dusre larkay ka sath sex kia ho tou ya wo larka us larkay ki behan se shadi kar sakta hay ?  
Answer Ighlaam(homo-sex) karwanay walay larkay ki maa , behen aur baiti ighlam karnay walay per jab keh {ighlaam karnay wala} baligh ho, haram ho jatay hain. Aur agar ighlam kerne wala mard ho ya ighlam kernay wala na-baligh ho tab bhi ehtiyaat e lazim ki bina par yehi hokum hay laikin agar osay gumaan ya shak ho k dokhool hua tha ya shak karay k dhokool hua tha ya nhi to phir wo haram nahi hogay. Laikin Ighlam karnay walay ki maa , behen , aur baiti Ighlam karne walay per haram nahi haim. ( Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 2369). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.