Answer |
Surah e talaaq (surah#65) ayat#2 or 3 rozana 3 baar parhain, awal-o-aakhir aik martaba durood bhi parh lain,rizq mai bohat izafa hoga,aur agr qarz ada kerna hay tu isi ayat ko rozana 21 baar parhain. (Ref:book payame shifa pg#229). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) |