Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Kya socks pehn k or bazo sy sweatr oper na ki jaye to wazoo ho jata hai? 
Answer Socks par masah kerna batil hai haan agar sakht sardi ho ya chaur ya darinday waghera kay khoof say jootay ya mozay na utaray jasakain tau ehtiyaat-e-wajib ye hay k mozay par masah karay aur tayyam,mum bhi karay.laikin taqayye ki surat mai mozay par masah kerna kafi hai,aur tayyamum ki zarorat nahi hai. Agar bazo(kohni say le ker unglion k siray tak) par sweater k oper say is terha pani dala jaey k koe hissa bhi dhulnay say baqi na rehta ho tau phir sweater oper kernay ki zarort nahi hai. (Ref:Ayatullah Sitsani(d.b),Tauzeehul masail 31th edition,maslah #235,258). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.