Answer |
1-Har dard k liay maqaam e dard per haath rakh ker surah e bani Israil ki ayat#105 ko 3 baar dam ker lain.
2-Surah e Bani Israil ki ayat#105 ko likh ker apnay paas rakhnay say har qism k dard say nijaat mil jay gi.(Ref: Nawaey saliheen pg#317). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
|