Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name aaqa-e-sistani 
Question salam...sir mera sawal ya hai kay hum zohar aur asr aur magrib isha ki namaz sath kyu perhtay hain?kya hum alag alag perh saktay hain...kyu kay hum aqsar suntay hain kay roz-e- ashoor imam hussain(a.s) nay doran-e-jang asr ki namaz ada ki...plz quran o hadis kay zaria wazahat karain.. 
Answer 1-Aik waqt main 2 namazain perhna jaiz hay.yani namaz e zuhar say farigh ho ker namaz e asr ko perha jaay or isi terah namaz e maghrib say farigh ho ker namaz e isha ko perha jaay.or bay shak hamary nabee(s.a.w.w) nay is terah zuhar or asr ki namaz or maghrib or isha ki namaz ko baghair majboori k jama ker k perha tha.laikin afzal ye hay k tamam namazo ko alag alag on k fazeelat k waqt main perha jay balkeh awwal e waqt main perha jay. (Ref: website ayatullaha sistani http://sistani.org/local.php?modules=nav&nid=5&cid=112 ). 2-Zohar,asar maghrib or isha ki namazo ko on namazo k maksoos waqt main alag alag perhna mustahab hay.(Ref. http://sistani.org/index.php?p=815209&id=1774) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.