Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Asalamualy cum janab me abi iddat me hu mere sohar ne muje talak dya he aap muje talak e iddat ke hukuk aur is iddat ke farz aur wajibat bata sakte he ?  
Answer Jab tk orat talaq ki iddat men ho wo dusri shadi nahi kr sakti hai, q k iddat men bhi wo usi ki biwi shumar hogi or sare ahkamat wohi honge jo taklaq se pehle the.albatta iidat khtm hote hi wo ek dusre k liye na-mehram hojaen gay. .(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2474-2487). Update on dated 25-08-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.