Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name dont know 
Question kya jute pahen ke namaz padh sakte hai 
Answer Agar jutay najis na hon to jutay pehan kar namaz parh sakta hai aur namaz e miyyat mai mustahab hai k namaz nangay poun parhi jae. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 601)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.