Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question yaum e juma ka mustahib amal kaya hai. 
Answer Juma k din k aamal bohat ziada hain jin mai sai kuch ye hain. 1: roz e juma subah ki namaz ki pehli rakat mai surah juma aur doosri rakat mai surah e tauheed parhna. 2:namaz e fajar aur zohar k bad 100 martaba durood parhna. 3: namaz e fajar k bad 100 martaba surah e tauheed parhna. 4:surah e ahkaf surah # 46 aur surah mominoon surah # 23 parhna. 5:ghusl karna 6: sadqa dena 7:apnay waldain aur deegar mominoo ki qabr par jana. 8: dua e nudba parhna 9: 20 rakat nafla 2 2 kar k. (Ref : mafatihul jinan pg # 86-91)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.