Answer |
1)Gunahon sai bachnay aur nafs par qaboo panay k bohat sai tariqay hain jin mai sai chand yai hain k 1)mout ki yaad ko dil main bassa’en 4) ye tassawur karain k khuda aap ko har waqt dekh reha hay. 5)khaas tor par namaz e shab ki pabandi karain. 6)Pakiza aur halal ghiza kahain…. etc (ref : kitab tark e ghunahan k 40 tareeqe).
2)Shak karna justuju aur tehqeeq ka sabab banta hai aur inkar karna aur na manna kufr hota hai. (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 1, sawaal # 201, pg # 95) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
|