Answer |
Namaz k durain mustahab hai k mard apnau donoo pairon k darmian 3 pheli hui ungliyo se le kar 1 balish tak ka fasla rakhain aur aurat apnay donoo pairon ko mila kar rakhy. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 964 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). |