Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Assalam o alaikum, sir mera swal ye hai ke, koi anjane me har roz mani apne haton se nikale, aur gusal e janabat na kre sirf ehtilam ka gusal krke namaz ada kre to kya namaz hogi. Plz mujhe jawab dijiye 
Answer 1)Hand practice (kise tariqe se mani kharij) karna haram hai. (Ref : jaded fiqhi masail aqa sistani d.b. pg no. 253 masla #462) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). 2)Jo shakhs shadi na karnay ki wajah sai fal e haraam mai mubtila hota ho is per wajib ha k shadi karay. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 2407) 3)Ghusal janabat aur ehtelam ka ghusal aik hi hota hai agar ghusal kar lia ho to namaz sahi hai. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 344 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.