Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Jaidad 
Question Mera walid pauth hogaya hain, mere 2 behan hain au aik main hon, mera aik behan bi fouth hochoki hain, ab jadad mere au mere 1 behan main taqseem hogi , ya jo behan fouth hochoki hain us ke bacho ko bi melega? 
Answer 1)Agar aap k walid ki wafaat k waqt aap ki behan zinda thi tu unka hissa unki aulad ko mile ga lekin agar walid ki wafaat se pehle hi wo faut ho chuki theen tu meras men on ki aulaad ka koe hissa nahi. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2691) 2)Agar aik behen walid sahib ki wafaat se pehle faut ho gae thi tu meeras k 3 hisse kiay jain gay or phir 2 hisse aap ka aur 1 hissa aap ki behan ka hoga. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2691-94). Update on dated 04-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.