Question |
As salam,mera sawal hai k mere father wafaat(death) paa chukay hain jb mai 5 saal ka tha aur maine ye suna hai baap ki qaza namazain baray betay per farz hain,kya ye sahe baat hai agr hai tou mjhe kesay pata chaly ga k mere father ki ktni namazain qaza hain aur is k ilawa kiya kiya baray betay py farz (waajib) hai...???
REPLY SOON AND IN DETAIL PLEASE... |