Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aga-e-Sistani 
Question Salam Mujhe ye poochna hai ke me pakistan se bahir rehta hu aur yahan me ek larki se mutah krna chahta hu jo ke christian hai aur na usay arabic aur na hi urdu ati hai tou nikah k seghayee kaise parhe jaye ? aur yahan normally maa baap ko pata hota hai k unki beti kunwari ho chuki hai to unke baap ya dada se ijazat lena phir bhi zaroori hoga ? aur kia prostitute se mutah kr sakte hai ya nahi? 
Answer 1)Muslman mardoo ka ahl e kitab(yahoodi aur christian) auratoo sai mutah krnay mai koi haraj nhi hai lekin agr us masalman mard ki koe musalman biwi mojud ho to phir muslman bivi ki ijazat se bhi ehtiyaat e wajib ki bina per ehl e kitab se muta jaiz nahi hay. 2) wo Kunwari larki jo khud mukhtaar nah ho os k liay apne wali (baap ya dada) ki ijazat zaruri hai. Or agar lerki khud mukhtaar ho tu os k liay apne wali (baap ya dada) ki ijazat ehtiyaat e lazim ki bina per zaruri hai. 3) Agar lerki ko sahi arabi main seghe nahi aate hoon tu on ka kisi doosri zaban main seghe perhna sahi hoga. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2362, 2341. 2328-2335). Update on dated 13-05-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.