Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question Salaam, kia agr koi larki iddat ka waqt guzaar rahi ho, or doran-e-iddat agr wo IRAN ziaraton k ley jaana chahy, to us k ley kia hukum hai.? Ziaraten krny k ley IRAN ja skty hain ya nahi...... Please iska jawab jaldi chahey.. jitna jaldi hosky aap mujhy reply kren... 
Answer Jee han iddat chahay talaq ki ho ya wafaat ki ziyarat per jasakti hai balkeh kisi bhi kaam ghar se bahir nikal sakti hay or haram nahi hai. Albatta agr wo larki wafat ki iddat men ho to us k liye ranbaranga libas pehna, surma lagana or isi tarah dusre ayse kam kerna jo zeenat men shumar hote hon haram hen .(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2482). Update on dated 29-08-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.