Question |
Asslaamualaikum
mufti sahab,
main ek ladki se pyar karta hu wo bhi mujhse pyar karti hai,aur hum shadi karna chahte hai
humne ek dusre ko kabhi nhi dekha,
hum sirf baatein karte hai,
per problem ye hai k wo na ummeed bahot hai usey lagta hai humari shadi nhi ho payegi,
darasal wo meri bhabhi ki bahen hai,
aur mere ghar walon ko na bhabhi pasand hai na wo,
ab main karun bhi to kya karun, aap hi bataiye |