Answer |
Ham sab Imam e zamana a.s k zahoor k muntazir hain aur is waqt hamari zimadari ye hai k mujtahideen ki taraf sai bayan karda ahkam e shariat par amal karain aur zahoor k bad hamari zimadari khud imam batain gay. (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 2, sawaal # 228,pg # 89-90)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). |