Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name haij 
Question mai surah jin ka amal karna chaheti ho par bich me hamara haze ajayega to kya ham ye amal haze ke din me b continu rakhe ya phir haze ke bad is ko pura karle.kya isa hoga ke ham 40 din ka amal 21 din me karle .kya mujhe is par kamyabe mile gi .mujhe pls amal ke bare me batai .mai ye amal kuch din me karne wali ho.aap mujhe jaldi hi iska upay batiye . aap ka bahut meharbani hoga.  
Answer Aurat k leye halat haiz me quran majeed bhi parhna jaiz hai aur Haaiz k lie mustahab hai k namaz k waqt apnay aap ko khoon sai pak karay aur cotton aur kapra change karay aur wazoo karay aur agar wazoo na kar sakay to tayammum karay aur namaz ki jigha par qibla rukh ho kar zikr, dua aur salawat mai mashgool ho jae. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 466-7)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.