Answer |
Hazrat Muhammad s.a.w.w. nai farmaya : Jis nai 4 dafa surah zilzal surah # 99 perhay wo os ki terah hai jis nai katam e quran kiya ho. (Mafatiyul jinah pg# 13) Note : Is k alawa aur bohat sai fazilatain hain jo aap mukhtalif tafseer e quran mai parh saktay hain. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). |