Question |
As sallam alykum mara sawal ya hai ke mari ak dost hai wo hindu thi is ramjaan sa iman qubul kar chuki hai magr wuska saath aur wuske mamii ka saath shaitani parayshani hai wuski mami hindu hai ak maulana sahab ko dikhi the to wo bolay ke wo jiski puja karti hai wahi paryshaan kar raha hai is paryshani ke wajah sa wo namaj na roja na qurn ke telawt thek sa nahi kar pati hai sifa ka liya bataya aur dua v kar da. |