Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Akhlaqiat/Muharramat >> Gunah-e-Kabera >> zin 
Question Asslaamu aalikum.....meri umer i8 saal hai or mai puchna chahta hun ki kya muth marna sahi h jab sazada din ho gaye ho ya zada tanaw badjaye jab muth marna gunha hai....plz zaror bataye..... 
Answer 1)istimna karna (shoar aur biwi k talluqat k ilawa kise bhi tariqe se mani kharij krnaharam ) . (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 1, masla # 30) 2) Jo shak shadi na hone ki waja se fale haraam me mubtela hota ho is per wajib ha k shadi kar le.(Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 2407 3)Sab se shermindagi ka ehsaas karain or Allah se maghfirat talab karain or khud se ehed or wada karain k is gunah ko dobara anjaam nahi dain gay, or hameshah yaad rakhain k Allah aap ko daikh raha hay, or this gunah ko anjaam day ker aap shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na-fermani ker rahay hain.aap koshish karain k khuch mufeed kamo main khud ko masroof ker lain jaisay sport, perha,e waghaira, or har os cheez se bachain jo aap ki jinsi khahish ko ubharay ya baydaar karain. Agar aap khud par qabo nah paa saktay hoon to roza rakhain q k roza ghunahoo k muqabilay mai dhal ka kaam karta hai. (E-mail rcvd from A.Sistani(d.b), dated: Sep 27, 2010). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.