Answer |
Note : Is website per fiqha e jaffaria k mutabiq jawabaat diay jatay hain. Jo namazain Rozana nahi parhi hai in ki Qaza karna wajib hai .(qaza namaz parhtay waqt niyat qaza namaz ki ki jaay gi magar tareeqa wahi ho ga jo ada namaz ka hota hai.) (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah #1356 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). |