Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question salam mujhy ye sawal krna hai k kiya islam main ye hai k agar koi aurat nikah main ho aur marjae to kia us ka shohar us k liye na meharam hojata hai aur marny k baad us k ,, us ka shohar us k janazy ko dekh bhi nae skta us ki surat bhi ni dekh skta ? main sunni hun plz mujhy jawab digigiyega ..... 
Answer Note : Is website per fiqha e jaffaria k mutabiq jawabaat diay jatay hain. Biwi ya shohar mai sai kisi aik marnay sai ye dono na mehram nahi hotay hain aur in ka rista baqi rehta hai aur ye dona aik dosraye ko ghusal miyat bhi dai sakte hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah #548 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.