Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name ayatullah seestani 
Question Assalam u alikum.agha sahab kia haath ke uper sajda ho jata he? 
Answer Sajdah zameen par or on cheezo per kerna zarori hay k jo kaa,e or pehni nah jati hoon or zarmeen se ugti hoon, maslan lerkrhi{wood} or darakhto k pattoon, ghaas, bhosay, chone k paththar or jipsam par sajjad karay.or sajday k liay khaak e shifa sab se behtar hay os k baad matti, matti k baad paththar or paththar k baad ghaas hay. lakin taarkool ko majbore ki halat me dosere cheezo k mukaable me k jin cheezo per sajda sahi nahi. Laikin hath par sajda karna jaiz nahi hai. (Ref:A.Sistani(d.b),Tauzee hul masa,il, maslah# 1063,1065,1067,1070)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.