Answer |
Agar koi shakhs aurat sai jima karay aur penis supari ki miqdar tak ya is sai ziada dakhil ho jae to chahae mani niklay ya na niklay donoo junub ho jatay hain yani ghusl wajib ho ga. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 348).Update on dated 07-10-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). |