Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question mujhau yeh pooch na hai mai sunnie hoon or shadi shuda hoon mai apni biwi ki behan se nikah ya mutta karna chata hoon meri biwi ne nikah ki ijazat dedi hai mujhai or ghar walay b razi hain plz iska hal bata dain..or nikah karna zaroori hai larki bebas hain os sey koi our nikah nahi karay da ap koi hal bata dain 
Answer Agar koi shakhs kisi aurat se nikah karay to chahae wo nikah daimi ho ya mutaa ho jab tak wo aurat is ki munkooha he wo mard is ki bahn sse nikah(chahae wo nikah daimi ho ya mutaa) nahi kar sakhta. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 2355) .Update on dated 18-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.