Answer |
Agar sohardar aurat zina karay to ehtiyat e wajib ki bina par wo zina karnay walay par hamesha k lie haram ho jati hai. yani os sai phir khabi bhi nikah nahi kar sakti hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 2367)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). |