Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Asalamualikum mera sawal yeh hai ki kya taymum karne ke liye dewaar pwer intni mitti honi chaiye ki jab tayymum kiya jaye to miti dewar se udey 
Answer Jis cheeze per tayummum kia jae ehtiyat-e-lazim ki bina per zaroori hai k is per kuch gard-o-gubar moujood ho jo k hatho per lag jae aur is per hath marne k baad zaroori hai k itni zor se hatho ko na jaray k sari ki sare gard gir jae. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah #688 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.