Question |
asak,mai 19 saal ki hun,aur mai ek 23 yrs kai ladkai se bht piyaar karti hun n wo bhi merese bht piyar karta hai ,humdono shadi karna charey per humdono kai parents bhi iss nikah se inkar karey,,kiya hum bagair parents ki ijasat shadi kar sakhtey hai,,parentss kehtay hai ki shadi karna hai to karlo magar shadi kai bath apna muu math dikhana aur hum us din se tumhare liye maagaye samjooo........too is surat mai mai kiya karun.plz mashewra dijiye koi.jazakallah |