Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name ayat info 
Question wo kausi surah ki ayat thi ,.aur wo kounsi ayat thi jisme hazarath ayesha r.a ki pakdamani ka zikar kiya hai,,,,bahoot se moulana ni iska tafser mai ye kaha kai pakdaman ladkon ko pakdaman ladkiyan milangi kiya ye sahin hai aur app plz maiko ye sureh ka naam with refernce to ayat bataye.n kiya pir jo pakdaman nahi hai unko pakdaman nahi milangay????????????????????  
Answer Baz mufassireen nai is waqea ko zikr kia hai Rasool s.a.w.w. nai jihad mai jatay waqt hazrat Aisha ko sath lia, is k bad jab maidan fateh kr k wapis aye to rastay mai aik jagha qayam kia aur hazrat Aisha raf’e hajat k lie gae to is doran qafla rawana ho gya aur wo wahi reh gae, thori dair bad safwan bin motel aya aur is nai hazrat Aisha ko akila dekha to apnai sawari par bitha lia aur khud paidal chlnay laga, laikin abdulah bin abi jaisay munafiqeen nai ye propaganda shuru kr dia k safwan nai hazrat Aisha k sath taluqaat qaim kiay hai aur in ka kirdar maskook ho gya is wajah sai khuda nai surah e noor surah # 24 ki ayat # 11,12 aur 13 mai in ki safai di. (Ref : Anwar e Quran Allama Zeeshan Haider Jawadi pg # 735)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.