Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Lahore 
Question A.o.a g mje ye pucha h k islam me jmma k lea kya kya ahkamaat hen, yani jmma ks trha krne s nikah toot jata h or kya jmma karwat le kr kea jata h k uppr lait kr or agr jmma uppr lait kr kea ja skta h to jmma k doraan srf mard he orat k upr hona chaia ya orat b a mard k upr a skti h , jmma khare ho kr kea ja skta h , or kya jmma k wkt tamam kapron ka utarana zrori h or jmma wkt azu ko orat k jism p kahen or harkt de ja skti h or jmma k wkt kya mard orat ke chaati pr mun lga skta h. Jmma krne k bad kch dair baad janabat ke halat me e rhte hue dobara jamma kea ja skta h  
Answer 1)Bivi k saath jima (intercourse) ka islami tariqa ye hai k jima k waqt mustahab hai k bismillah perhi jaay, or baa wuzu hon khaas taur per jab biwi haamla ho,or jima k waqt jo kaam makrooh hain un main say kuch ye hain 1.soraj or chaand gerhan ka hona,2. zawaal e aaftab ka hona siwaay jumeraat k din k, 3. groob e aaftaab k waqt ka hona, 4.chand ki aakhri 3 raaton main jima kena, 5.fajar k baad soraj nikalnay say pehlay, 6.islami mahinay ki pehli taarikh siway Ramazan ki pehli raat(Chaand raat)main , 7. islami mahinay ki darmiani or aakri taarikh main jima kerna, 8.qiblay ki taraf rukh ya pusht kerna, 9.berhana (naked) halat main jima kerna, 10.ehtilaam k baad baghair wuzu k jima kerna, 11.jima k waqt bivi ki sharamg ko dekhna makrooh hai. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 3 masla # 5 ). Update on dated 12-12-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.