Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name AYATULLAH SISTANI 
Question salam 1) mera 1st question yeh hein that ayam heez(periods) mein QURAN ko khool ker 7 aysts say zyda perhna makrooh hein ager ham log for example sura yasin youtube per play karee to kiya kare Quran kay saath ham log sura yasin perh sakte hein? 2) ager koi sura alaq(para 30) yaad kerna chahe uske last ayat mein wajib sajda hein.aab ager koi 10 bar ayat sajda ko perhe yaad kerne kay liye to kiya us ko 10 times sajda kerna hoga plz mere 2 qs ka jaldi reply karen.meine is say pehle bhee eak qs kiya tha plz uska bhee reply karen 
Answer 1)Halat e haiz mai quran majeed parhna aur sunna donoo makrooh nahi hai makrooh nahi hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 467) 2)jee han jitni bar parhain gay utni bar sajda wajib ho ga. (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 4, sawaal # 211,pg # 95)http://www.qoitrat.org/Books/book4/fahrist4.asp?myid=95 (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.