Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name sunni 
Question kon sa amal kartay hovay namazai ky agay sy guzarna jaiz ha? 
Answer Note : Is website per fiqha e jaffaria k mutabiq jawabaat diay jatay hain. Namazi k aagay sai ghuzarnay mai koi haraj nahi hai albetta agar koi shakhs logo ki ghuzarnay ki jigha par namaz parh raha ho ya koi aur shakhs os k samnay khara ho to namazi k lie mustahab hai k apnay samnay koi cheez rakh lai aur agar wo cheez lakri ya rassi ho to bhi kafi hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 887)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.