Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Assalam o alikum janab mai karobar karna chahata hu magar koi vasila nazar nahi ata k khaha se shuru karu meri madad farmaay or doulat ka majrab tarika batai 
Answer Riwayat mai hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 bar surah e maeda surah # 5, ayat # 114, ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab’ban’a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen )(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.