Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Asalam u Alaikum! Sir mujhe yeh puchna hy k PLz Manni k niklne k baad Gussal ka pura tareeqa bata dijiye,,,, PLZ 
Answer Ghusl kernay k 3 tareeqay hain. i) Tertibi(sequence) ii) Irtimasi tadrijee(gradual immersion bath). iii)daf’ee(Immediat immersion bath).Ghusl e tertibi ka tariqah ye hay: sab say pehlay ghusl ki niyat say sar(Head) or gardan(Neck) ko mukammal dhoya jaay,or is k baad poray badan ko aik sath dhoya jaay.or behtar ye hay k badan ko do hisso main dhoya jaay pehlay badan ka right hissa or baad main left hissa. ghusl main naak or moonh main paani daalna wajib nahi hay.ghusl main jism k tamaam hisso tak paani pohan chaana wajib hay. (Aur gusl ki niyat) Ye zurari nehi ke gusl k waqt ye niyat karay ka wajib gusl kar rhi hon bal k faqat qurbatan illaha (ﻘﺮﺒﻪﺍﻠﻰﺍﷲ)yani bargah e ellahi me farotni or aajzy ke ireda se gusl karay to kafi ha. (Ref : Tauzeeh e ul masayl ayat ullaha sistani (d.b.) masla # 456 , 360-365)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.