Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question AOA MERA SAWAAL HY K AGAR LARKI KHULAA LATI HY OR 2ND DAY SHADI KARTI HY TU YAH HALAAL HY IC SE KOI BORA ASAR TU NAI HO GA LARKY YA OS K BACHOO PAR YA OS K ROZGAAR PAR OR AGAR LARKI OR LARKE KI LARAI HO JAHE OR SAAL TAK KOI RABTA NA HO TU TALAAK HO JATI HY THANKX 
Answer 1 ) Jab aik aurat apnay shohar sai khula leti hai to usk liye zaroori hai k talaq wali iddat mukammal karnay k baad dosra nikah karay. Iddat sai pehlay kisi doosray mard sai nikah nahi kar sakti hai. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael, Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2475) 2) Jee nahi faqt rabta khtm hone se talaq nahi hoti balk jab tk shohar talaq k seeghe ada na kre tab tk talaq nahi hoti.Albatta agar shohar apni jawan biwi se 4 mahine se ziyada muddat k liye hambistry krna chore de to ye amal haram or gunah hai albatta is se bhi nikah khtm nahi hota.(Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael, Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2382-2462). Update on dated 07-08-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.