Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Hazrat ayatullah khomnai 
Question Asalam u alikum mara sawal hain ki mery sar kay baal choti umar main hi gir gya jis ki waja say mujay nadamat ka samna karna padta ab main chata hoon ki may wig pehno kya wig kay oper mussa karsakta hoon pls jwab jaldi dana 
Answer Wig pehanna to jaiz hai magar os par masa nahi ho ga aur masah karnay lie wig ko utarna paray ga. (Ref : Tehreerul Wasila pg # 37-39)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.