Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question salam, mujhe ye sawal karna hai k mene ye suna hai k AGAR LARKI BALIG HO JAYE N SHADI NA HO OR AGE 23 HO JAYE TO US KA AZAB BHAI BAAP PE HOTA HAI OR KIA YE BAAT QURAN PAK MAIN B LIKHI HAI TO KIN LOGO K LIYE ALLLAH NE YE KAHA HAI? LARKI KI SHADI LATE HONAY KI WAJA NA GAR WALAY HAIN NA WO LARKI KHUD TO IS PE KIA HUKUM HAI? BETI TO GAR MAIN REHMAT HOTE HAI TO BALIG HONAY K BAAD SHADI MAIN LATE HOWE TO KIA YE REHMAT AZAB BAN JATE HAIN KIA? 
Answer Shadi un mustahabat mai sai hai jin ki islam mai bohat ziada taqeed ki gae hai. Razool e Akram s.a.w.w. ka irshad hai k jo shakhs shadi kar leta hai wo apna adha deen bacha leta hai. aik aur jagha farmatay hain k jo shakhs meri sunnat pr amal krna chahta hai osay maloom hona chaheay k meri sunnat mai sai aik shadi hai. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 385 pg # 231 )(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.