Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name sunni 
Question 1 saal pehle main sheesha peene k silsile main meri ammi ne apne sar pe mera hath rakh kar mjhe qasam khane ko kaha k ainda main sheesha nhi piyon ga aur agar piya tou main unka mara munh dekhunge...... tou mera apse sawal yeh hai k kya yeh qasam sahi hai aur agar sahi hai tou iska kya kuffara hai, plz guide me as soon as possible......  
Answer Is Qasam ki mukhalifat krne ki surat men na koi gunnah hai na koi kaffara hai.(Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus Saliheen Part # 3, Mafhoom e Maslah # 686, Eidition 1417 hij)Update on dated 27-07-2015 (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.