Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name question  
Question As salam alekum ,,, janab mere pareshani aishi hai ke main ,,, 12 saal se kaam kar raha hoo ,lakin kabhii bhii mera paisa bacha nahi pata ho chahuye main din raat bhi mahnat karuu to ghar me sirf main 2000-2500 hi deta ho ,, mujhe kuch bataye ke main ghar pe paise jiyada de sakku lakin,,,, 
Answer Riwayat mai hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 bar surah e maeda surah # 5 ayat # 114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. ayat (rab’ban’a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ) (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.