Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Salaam alykum..janab mera sawal hai k janaze ko qbr me kis tarha litaya jaye kya sirf uske chehre ko qble ki taraf karna chahiye ya uske bdn ke samne ka pura hissa kabe ki trf karna mustahab hai,ya agar aisa hai to phr murde ko qabr ki diwar se laga kar dahni karwat leta sakte hain?aor is masle me kon kon se mujtahideen muttafiq hain mehrbani karke unke naam bhi bta den..wassalam o alykum 
Answer Miyyat ko qabr mai dain (right) pehlu is terah litana zaroori hai k is k badan ka samnay ka hissa ro-ba-qibla ho. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 605)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.