Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name muslim 
Question mei ne ek dost ko gunah se bachane k liye us se baat karna choor diya. Kiya ye sahi hai.  
Answer Jee han Amr bil maroof aur nahi anil munkar krna wajib hai aur is k darjay hain jis mai sai pehla derja gunahgar sai qalbi izhar e bezari hai maslan bat na krna, doosray darjay mai zaban sai nasihat krna, aur teesray drjay mai amli aqdam maslan marna aur qaid krna hai. Lazim hai k amr bil maroof aur nahi anil munkar pehlay ya doosray drjay sai kia jae. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 2010)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.