Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question We often hear that the transactions involving interest are not allowed. Most of the people are unaware of what basically the interest is. so please clarify the meaning of interest and why is it considered as haram? 
Answer Sood(Interest) say muraad is shart per kisi say qarza laina(ya kisi ko qaza danna) k jab qarza ki raqam wapas ki jay gi tu qarzay ki miqdaar say ziyadah ada kia jaay gi.ye sood hay or haram hay. Private bank main agar raqm rakhtay waqt sood(interrest) ki shart(agreement) nahi rakhi gae ho tu raqm ko bank main rakwana or Profit ko layna jaiz hay.chahay aap ye jaantay hon ke bank profit day ga.(ref:Ayat ullah seestani(d.b)mujtahid say pochay gaay sawalat,sawal #113) Jab keh government bank main agar raqm rakhtay waqt sood(interrest) ki shart(agreement) nahi rakhi gae ho tu raqm ko bank main rakwana or Profit ko layna jaiz hay.chahay aap ye jaantay hon ke bank profit day ga.laikin government bank say milnay walay profit ka aadha hissa deendaar faqeer ko dainawajb hoga.(ref:Ayat ullah seestani(d.b)mujtahid say pochay gaay sawalat,sawal #113)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.